Gumrah Hum Nahi Jo Manzil paane ke liye bhatak rahe hain Gumrah to wo log hai jo Ghar Se Nikle hi nahi
Sundar Insaan Ho Ya Na Ho par karam Jarur Sundar hone chahiye tabhi Hum usse Sundar keh sakte hain
Agar aap Kalpna ki Gayi cheez ko pana chahte hain Toh Bas Iccha Shakti ko badal lo
Yuhi Nahi Milti Har Kisi Ko manjil Dil Mein Ek Jazba sa jagana padta hai
Mehnat Karne ke liye koshis karni hoti h Or bina mehnat ke to koshis bhi nahi hoti
Apni Paheli safalta ke baad Aaram mat karo Varna kuch log Yeh Kehne Lagenge ki pehli safalta ho sakti hai tukka Kaho
समस्या का समाधान करने से पहले ज्यादा तर हम अपना समय उससे जूझ ने में लगा देते हैं
Jo log apni Soch nahi Badal Sakte Woh kuch nahi Badal Sakte
Do Raaste Hain Aapke Paas Mujhe Jindagi ko Katna hai ya phir Jeena Hai
Agar aap us saksh Ki Talash Mein Hai Jo Aap Ki Zindagi badlega Toh Bas usse Aaine Mein dekh le
Jo log Aaj aapko Dekh Kar hastey hai wo kal aapko dekhte reh Jayenge
अपनो की अजीब सी हकीकत पाते है सिर पे रखने वाले हाथ पता नहीं कब आचल तक पहुच जाते है
जीते है लेके बहुत से ऐब (कमीया) लेकिन मन में नहीं है कोई फरेब
आज मां ने कहा एक - एक किताब मत सहेज सब बीक जाएंगी जब देना पड़ेगा दहेज
लड़किया होती है ब्यूटी इन्हे देखना लड़को की होती है ड्यूटी पहले हर लड़का लड़की को कहता है प्रीटी बाद मे कहता है चल जूठी
Bohot khaas hai wo jo tut kr bikhartey hai or fir khud ko sameth lete hai q ki unhe apni zindagi ki keemt pta chl jati hai...
Kvi gm kvi aansu pyaar mai mujhe sirf mila yahi Socha tha smjhoge tum mujhe Pr waqt k sath tumhara bhrosa khtm hota chlagya
Pyaar sbko aasani se milta nhi or tuta huwa dil kisi ko dikhta nhi, sayad mai hi hun wo jo tut kr v bikhrta nhi...
अजीब है ना जिस घर में 20 साल निकलते हैं वहा जाने के लिए भी शादी के बाद 20 लोगो को पूछना पड़ता है
हसबैंड यानी शादी के बाद जिसकी हसी पर लग जाए बैंड
जिन्दगी से बड़ा कोई गुरु नहीं होता बिना एक धोखा मिले जिन्दगी का सफर शुरू नहीं होता