आज भी हर किसी से करता है वो मेरी तुलना, देख कितना मुश्किल है मुझे भूलना
तु वो खता है जो मुझे आज भी रही है सता
हर रात आज भी सिर्फ करती है तेरी बात
Ane se tere jo chandini ghir ke ati hai me to yun dekhta hi reh jata hu or hawa ki tarah tu chali jati hai.
Tere jane se jo nind udh gai hai meri, wo kabhi wapas aegi ya nahi wo to sirf waqt hi bata sakta hai.
Zindagi ne jo jina sikha diya hai, tujhe samjhaya to samajhta hi nahi hai.
Agar kuch pana chahte ho to bas wo karo jo dil kare, dusro ke kahe me kafi atkeliyan hua karti hai.
Is jamane ne teri jo surat rab ko dikhai hai, rab ne kaha ki ye to mene nahi banai hai.
Tere ishq ke jalwe itne hai is jahan me mano asman me tare hai tere aitbar me.
Kuch is tarah meri rahein teri rahon ko milti hai mano Yamuna Ganga me ja milti hai.
Meri zindagi ko kisi ki saugat mat samjho ye meri ma ko diya hua kudrat ka ek anmol tohfa hai.
Tere izhar me jo kami thi pyar ki wo me marte dum tak bhul nahi pauga.
Is zindagi ne mujhe jo jakhm diye hai wo kisi waqt ya marham se nahi bhar sakte.
Kis tarah chhor du tera daman ae yara, jab mujhe pata hai ki mere is nasib me is daman ke siwa kuch or hai hi nahi.
Mene apne sapno me tujhe basa liya hai ab tu chahe jo bhi kahe tujhe apna bana liya hai.
Mujhe apna deewana banane ka jo kam tune kiya hai, kasam se tab se to mene khana pina hi chhor diya hai.
Tere mere rishte ki dor ko yun sanjoya hai mene jaise ek mali apne fool ko sanjota hai.
Tere ehsano ka jo ehsaas hai mujhe or na mehsus kara warna me is bojh tale apni jaan hi de dunga.
Aja is tarah meri or ki jaise suraj se mile roshni or chanda se chamak.
Is deewane dil ki kasam me tujhe is qadar chahunga ki dekhne wala dekhta reh jaega.
Tere mere pyar ko jo nazar lagae, bas yahi dua hai ki wo khud hi sadak pe a jae.