Kya kre wo meri majburi nhi kamjori h Nhi to duniya ki tarh hum bhi use chhod skte the
Hum apne dushman khud ho gye Hum khud ko zehar pila bethe Jis mout se log darte h Hum us mout ko meet bna bethe
Beshak badal gya sara zamana Ab bhi tuta dil tera h diwana
Dar lagta hai ab pyar se,dar lagta hai tere wade se jab tha pyar to samjha nahi ab kehte ho aajo laut kar.
I just want a chance to dance for getting the success in my life only...........
Masoom hote h vo log jo baat baat par ro jaate h
Aj kl pyar badnamm h un bewafa logo ki vjha se
Kbhi kisi se pyar hua h... ho ske to krna bhi mat bhut taklif hoti h
Har rista khudgarji ki buniyad pe tika hota h Matalb niklne per koi has k bulata bhi nhi
Na chahte hue mera naam apne haath se mitaya hoga Hoke majbur sanso me basne wala yaar bhulaya hoga
Y wada kro mujhe na bhulana kbhi Nam mera apne dil se na mitana kbhi
Ek bar wo kehde k soch ka btayege Fer beshak mujhe saat janamo ka intjar mile
Tammna bas yhi h k uska pyar mile Izhaar m kru or ikrar uska mile
Beshak na hoye mulakat mehboob k sath intjar to sbko hota h Koi keh deta h koi chhupa leta h per kisi ko kise se pyar jrur hota h
Har raah ki manjil hoti per chla sab ko pdta h Har dil ko dildaar ka sath nhi hota per dhadkna sab ko pdta h
Unko bhagwan kre kbhi khroch na aaye Beshak mere ek ek ang ko kaat lo
Kya hua jo hum dono k bich duriya aa gyi Mera to rab bhi wohi or yaar bhi wohi h
Mera to dil bhi wohi h or pyar bhi wohi h Is chhoti si zindgi ka haqdar bhi wohi h
Muhabbat me hoye barbad bethe Ab raat ko nind na aaye usko kaise btaye
Gumo ke bina zindgi adhuri h Ae musafir fir bhi tera jina jruri h
Mera chota sa dukh uski jaan nikal leta tha Per wo mujhse apne dukh chupati bhut thi