Mere jnaje me beshak koi aaye na Bas uske hatho se kabar per ek gulab chahta hun
Zindgi aise bitana chahta hun Sari umar behsak na bne wo meri Bas ek baar uska didar chahta hun
Aankhe bhar jaye to aansu niklne na dena Yaad meri ko dil se bhulne na dena
Ek arzoo dil me jagi h Allah mere pe tu wo perwan chda de Kuch manguga nhi fir kbhi Us shaks se meri ek mulakat krwa de
Uske sath pyar kiya tha koi dhoka nhi Use mere dur chle jane ka ehash to hoga ek din Per fir kabar se wapish aajaye aisa hawa ka jhoka nhi
Use bhul jane ka irada to kar betha m Per afsos use bhul jana konsa asan h Sayd usne kbhi mujhe chaha nhi isi lie wo mujhe bhula gye
Galti meri to sazza mujhe dena Dukh kisi per lana na Zameer apne se gir jau Aisa insan mujhe bnana na
Koi rukta nhi pas sab chle Jate h Rooh k sath dhoka de jate h Jaan se pyare bhi chhod kar chle jate h
Hum phulo k bhrose chlte rhe Per,wo kante bichate rhe raaho me,har hasrat jinki hum puri karte rhe,wohi zehar ghol gye meri chaho me
Hum pyar k sapne dekhte rhe Per sajish thi unki adao me Wo bekadro me ginne jate the Jinko hum dekhte rhe waffao me
Kya dia tujhe gairo ne Humse kehti hum yhi tere naam kr dete Dhokha deke jitne ka kya fayda Hum khud hi haar jate tere lie
Aag to lag gyi is chhita ko Ab bhujai to kya bhujai Jal gye sare arman is dil k Ab tu aai to kya aai
M use bewafa kaise keh du Uski bhi to koi majburi jrur hui hogi
Chup chupa k m bhi din katt rha hun Wo bhi khi akeli beth kar bichdne ka dukh sehti hogi
Y to bta tu kyun ho gyi dur Galti meri thi ya tu thi majbur
Soudde jo dilo k karte h maine aise kharidar dekhe Phle jaan jaan kehte Ek pal na dur rhte Gairo k piche wo badlte yaar dekhe
Dard-e-dil ki khani bhi wo khub likhta h Khi bewafa or khi mujhe mahboob likhta h
Konsi galti ho gyi is gareeb se Saza mout se bhi badi suna di
Dekhi thi jhalak kbhi teri khwab me Aaj tujhe sharab me paa lia
Zindgi yuhi kat jani h.... kbhi haste haste kbhi rote rote....
Na aana meri jaan bachane k lie Bas itna bta de yar Kya kre pyar bhulane k lie