Whatsapp Status
on Love, Sadness, and more

Are you looking for Whatsapp Status? On this page you will find all 40000 whatsapp status. You can copy any of the statuses by clicking on it. Here is a list of whatsapp status, so you can share and express your opinion with friends and family.

Teri zarurat nahi hai ab mujhe, tu kahi bhi jae mujhe isse kya.
Ankhon me jo dard dikhta hai wo sirf adha hi hota hai, koi is dil me jhank kar dekhe to pata chalega ki kitna gum daba hai is sine me.
Tujhe bulaya hai mene apni nindo me, sapno me akar tune to mujhe jaga hi diya.
Bhulne ki chahat hai tumhare zakhmo ko par ye dil hai ki bhulne ko taiyar hi nahi hota.
Yad ati hai chali jati hai, par apke jaisi yadein kismat walon ko hi milti hai.
Hume yad rakhna zindagi bhar mumkin nahi tere liye, par fariyad karenge hum tujhe salamat rakhne ke liye.
Kisi kanch ke tutne ki awaz hoti hai. dil bhi kanch sa hi hota hai par iske tutne ki awaz kisi ko sunai nahi deti.
Teri muhobbat ne mujhe is tarah toda hai ki feviquick bhi kaam nahi kar raha.
Hum tujhse itna dur chale jaege ki humare yadien bhi tujhe na chu paegi.
Ye sardi, ye garmi or ye barsaat, sare mosam ate hai chale jate hai, bas tere jaise dost agar mil jae to mosam sada bahar ho jate hai.
Stool pe rakhi ek cup chai me jo makkhi padi hai, uske armano ki kasam kha ke kehta hu I LOVE YOU.
In ankhon me dubne ko dil chahta hai, Teri sadagi ko chumne ko dil chahta hai, Tu dede ijajat mujhe to tujhme basne ko dil chahta hai
Tujhe pyar karti hu itna ki khud ko bhul jati hu teri yadon me, or tu hai ki mujhe bhav hi nahi deta.
Tujhe pyar karne ki wajah kaha se lau, tu ek ishara to kar me tere liye jahan loot lau.
Teri bewafaiyo ki ginti itni jyada ho gai thi ki meri ankhon ke ansu bhi sukh kar rone lage.
Wo makhmal ki chadar, rat ko jab tere tan pe lipatati hogi to tu bhi kya khub lagti hogi.
Shehzadi koi hoti ho to wo h tere jaisi, Tu kahe to tere liye me Mahal banwa du.
Tu chand hai to me hu tare, fir kyu tu mujhse dur jane ki jid thane.
Tere noor ki charcha har chaurahe pe sunne ko milti hai bas hum hai ke kan band karke baithe hai.
Tere hanthon ki jo narmahat hai, usse mujhe jo sukoon milta hai wo to kisi spa me bhi ni milta.
Teri ankhon ke deewane hum hue is qudar ki ab to humari ankhien b dhokha kha jati hai.