Aanchal etana bada hai dukh ka......... sabako samet leta hai ye.!
Sach me etana badal gaya hun main..........!
Khudi se lad raha hun main......NAA JAANE KAB TAK.!.....kya bhulane ki koshish kar raha hun main.
All times are good, just your intentions must be good too.
Maturity is when you understand the circumstances and then you react.
Sunane aur sunaane ka vakt hi kahan, apani dhoon me hi rm jaavo................. ye hai jindagi.!
Suna hai kuchh dino ki hi hai jindagi, to aao ji lete hai hr pal ko kya shikave kya gile yaaron jb chale jaana hi hai kal ko.!
Jo bhi kahana tha ham kah chuke, sunanaa aur sunaanaa hai kya..Jab jange-e-halaat hi hai hingagi me to bachanaa aur bachaana hai kya.!
Kya sahi kya galat hamako nahin hai pata, jina apane tarike se hai dusare ka kya jata hai yaar.!
Ummid karun bhi to kisase koi esake layak bhi to naahin bacha..!
Sach me!, jindagi jaisi dikhati hai vaisi hi hai, kalpanavon me kuchh nahin rakha...!
Socha!, jo rishte khokhale ho gaye hain unhen tod kr jina aasan ho jaayega pr unhin rishton ke sahare jina hoga nahin janta tha.!
Ummid tutane se jo takalif hoti hai, shaayad hi samjhaane se samajh paye koe....
Hum pyaar karna nahi chahte wo to bas hue ja rha hai or hume pyaar me fanaah kie ja rha hai.
Please but never beg. Begging puts you down, pleasing makes you humble.
Jab gum me bhi dsuro ke asli chehre na pehchaan paao to jindagi jeeni sikhi nahi kabhi shayad.
Farmaishein to nahi hai koi bas dil ki aarzoo hai tujhe roj subah uthte hi dekhne ki.
Khud ko dukhi karke kase baki sabko khush rakh paoge
Badalane ki jarurat nahin hai mujhe agar mai sahi hun to..iog aj nahin to kal jarur samajh payenge mujhe.
Samay to kisi ka intajaar nahin karta, fir main samay se pahale kuchh kyu nahin kar sakta.!
Rishte to insaan ko majabut banate hain, fir aaj mujhe hr rishta majbur kyun kar raha.!