Teri najaron se dur chale hai tujhe khush rakhne ke liye par bad me socha ki teri khushi jab dekh hi nahi sakenge to uska kya fayda hai.
Tujhe apna banane ki kasam khai thi par tum to khud hi patthar ke nikle.
Tere pyar ki umar itni lambi hai ki mene pyar karne ka tarika hi badal diya hai.
Me tere pyar me aisa pagal ho gya hu ki duniya ko hi nahi samajh pa raha hu.
Teri ankho ki gaharai to kisi jheel se kam nahi hai bas yahi batana tha ki hum usme hi doob gae.
Agar apko kuch hasil nahi ho rha to bas khud ko majbut banane ko ek bar aina utha kar dekh le, mushkilon ko paar karne ki shakti mil jaegi.
Ankho se jo keh de wo bat kaha tere pas, tu to bas khokhli nikli.
Meri zindagi ke nagme kuch is tarah failne lage, ki deewaron pe jaise ek rang sa ccha gaya ho.
Meri zindagi me teri kami is tarah bhar jaegi ye sochkar me ankh nam ho gai.
Mere jalwe to sirf lakho me dikhte hai, hazaro me dikhe wali aukat thodi si kam padti hai mere liye.
कोशिश हमेशा "पाने" के लिए नहीं कभी-कभी "भुलाने" के लिए भी की जाती है।
Ae dost mere, humari yari ke karname to pure moholle me mashhur the, fir tum kaise bhul gae?
Mujhe teri muhobbat ka deewana samajhne ki galti na karna, me isi tarah logo ke imtihan liya karta hu.
Yun to tere ishq me tut se gae the par fir dil ne awaj di ki ap hi bewakoof the.
Tere nakhre ko hum uthana nahi chahte kyuki nakhre hum sif unke uthate hai jo humare apne hote hai.
Is jahan me jo teri surat hai iske mukable to kudrat b kam pad jaegi tarif me.
Teri ankhon ki gehrai me itna kho gaya hu ki nikalna mumkin nahi hai ab.
Jis kam ko kal karo uski shuruat aj se kar do.
मेरी नफ़रत तुझे तेरी बेवफाई का एहसास दिलाती रहेगी.......
मैने महसूस की वो बेचैनी, जो तुम कभी किया करती थी....मेरे लिए।
तूँ बेवफ़ा कैसे हुई??, जब तेरा प्यार कभी मुझे तनहा छोड़ता ही नहीं।